Aap saal badalata dekh rahe hai
maine saalbhar logo ko badalate dekha hai
Zindagi ke har mood par tum saath rehna
chahe dur raho par hamesha dil ke pass rehna
kisi ke pass ego hai kisi ke pass attitude
mere pass toh ek tu hai wo bhi bada cute hai
boyfriend esa ho jo kahe dataunga
bhi aur rone bhi nahi dunga
baat ye hai ki aapki keemat tab hoti hai
jab aapki zarurat hoti hai
ek baat bolu agar koi tmhein chor kar jana chahta hai
to ussey kabhi rokna mat kyuki pyar kabhi
kisi ko force karke nahi kiya jaa skta
bahut hi cute hote hain wo relationship
jaha ego attitude nahi balki bas pyar hi pyar hota hai
mujhe tera sath zindagi bhar nahi chahiye balki
jab tak tu sath hai tab tak zindagi chahiye
sabko pyari hai apni zindagi par tu mujhe
zindagi se bhi pyari hai
suno tumhe dil ki ek baat baana chahti hu
mai tumhari dulhan banke tumhare ghar aana chahti hu