जिंदगी है मगर जीना नहीं आता
सब कुछ है लेकिन तुम्हारे बिन रहना नहीं आता
apne dard ko chupane ki koshish
mein aksar log zyada muskurate hai
mera bas chale na to mai tum par kisi ki nazar
to kya seedhi dhoop bhi na padne du
pata nahi use ye samjh kyu nahi aata
ki mera dil nahi lagta usse baat kiye bina
bohot proud feel hota hai mujhe jab jab
mai tumhme apni fiqar karte dekhti hu
hum sabki life mein ek aisa insaan zarur hota hai
jiske saath apna har dard share karna achha lagta hai
umar bhar tu sath rahe itni si khwahish hai
janam janam tu mile bas ye meri farmahish hai
bahot special hote hai wo log jo humare
bina kahe hi humare maan ki baat samjh lete hai
pyar wo nahi jo koi kar raha hai
pyar wo hai jo koi nibha raha hai