1- Gujar gaya aaj ka din pahale ki tarah na unko fursat thi na hame khyal aaya.
2- meri nigaho me dekh ke kah de ham tere kabil nahi h kasam teri teri chalati sanso ki teti duniya hi chhodh denge.
3- kisi ke dil ka dard kisane dekha h, dekha h to sirf chehra dekha h dard to tanhai me hota h lekin tanhai me logo ne hame hasate huye dekha h.
4- zindagi vo kasti h jo kisi ko zinda uasake sahil tak nahi pahuchati.
5- koi rasta nahi duaa ke siva koi sunta nahi khuda ke siva
Maine bhi zindagi ko karib se sekha h mere dost muskil me koi sath nahi detha h anshu ke siva.
6- vo mujhe dur dekhkar khush h aur ham use khush dekhane ke liye dur h.
7- jo lamha sath h use jee bhar ke jee lena
Kambakht ye zindagi bharose ke kabil nahi h.
8- rat sari gujar jati h enhi hisabo me tumhe mohhabat thee, nahi thee, h, nahi h,
9- ham apna dard kisi se kahte nahi vo sochate h vo sochate h ham tanhai sahte nahi. Aankho se aasu nikale bhee to kese kyoki sukhe huye dariya kabhi bahte nahi.
10- vada tha utar gaya nasha tha utar gaya dil tha bhar gaya. Insan tha badal gaya.