Kahate h ki ummeed pe jeeta h jamana

कहते है की उम्मीद पे जीता है जमाना 
वो क्या करे जिस को कोई उम्मीद नहीं हो 

Kahate h ki ummeed pe jeeta h jamana vo kya kare jis ko koi ummid nahi ho. 


Agar tumhara ishak tumhare mahboob ki ijjat karna n sikha sake to sunlo tum aashik nahi dhongi ho. 


Apni har fatah pe etna gurur mat kar mittee se puchh sikandar kaha h. 


Jese aap apni bahan ko sasural me khush dekhana chahte h. Vese hi apni patnee ki bhi khush rakhe kyoki vah bhi kisi ki bahan h. 


Sahi galat kuchh nahi tere liye tu sahi mere liye mai sahi. 

Dahej kee khatir ladhkee ko mat jalao agar vastav me mard ho to kamakar kheelao. 

En mohhabt ke raste par snbhal kar chala dosto kyoki ye deekhati to shahad h par pilati jahar h. 
  Dant kar bachho ko khud akele me roti h. Vo ma h sahab jo esee hi hoti h. 

 Vo ishak hi kya jo aankho se na barase panno par na bikhare. 

Mohhabt ke bad mohhbat to mumkin h par tut kar chahna sirf ek bar hota h. 

Popular Posts