Dil Ki Galiya

नजर बचा के सबसे जब से हम सवरने लगे 
आइना जान गया वो भी इश्क़ करने लगा 

हमारी जोड़ी भी खूब बनाई है रब ने 
तुम मासूम सी लड़की और मै ठहरा शायर आवारा 

अजनवी तो हम जमाने के लिए है 
आपसे तो हम शायरियो में मुलाकात कर लेते है 

कुछ तो धड़कता है रुक रुक कर मेरे सीने में 
अब खुदा ही जाने वो तेरी याद है या मेरा दिल 

dil ke aaine me jhak kar dekha
to tasvir teri mili

ut ut ke kisi ka intjaar karke dekhna
kabhi tum bhi kisi se pyaar karke dekhna

roye bahut us darwaje pe dastak dekar 
dard ki intiha ho gayi jab puchha usne kon ho tum

kisi shaam ki tarah tera rang hai khila 
main raat ik tanha tu chand sa mila 
haam tujhe dekhta raha kisi khaab ki tarah
jo ab saamne hai tu ho kaise yaqeen bhala

aate ho to baarish lete aana ji bhar ke rone ka dil karta hai 
rahti hai ye khvahish hotho par hi jab bhi ye dil mera jo bharta hai

dil par hath rakho aur kuch der rahne do
mujhe mahsus karo aur apne paas hi rahne do

rangne ka maja tab aata hai jab naa ho rang naa ho gulal
idhar hamaare hoth ho udhar tumhaare gaal

naa jane kon so daulat hai kuch logo ke lafjo me
baat karte hai to dil hi kharid lete hai

jaawani aaj jawaani se takraa gayi 
humne bola sorry aur vo pagli shrama gayi

hum jhoom rahe the aapke ane ki khusi me
logo ne socha nashe me hai hum

mat rakh humse wafa ki ummid humne har dam bewafai payi hai
mat dhudh hamaare jism pe jakhm ke nishan humne har choot dil pe khayi hai

usne puchha kya pasand hai tumhe aur
mai bas usko dekhta hi rah gaya

khabar mili hai jabse ye unko humse pyaar hai
nashe me tabse chaad hai shitaro pe khumar hai

vo chahate hai hum umar bhar yuu hi jalte jaye
naa vo hume apnaaye naa hum kisi ke ho paaye

khaash koi mile is tarah ki phir juda na ho
vo smjhe mera mijaj aur kabhi khafa na ho
apne yahsas se bata le sari tanhaai meri
itna pyaar de jo kisi ne kisi ko diya na ho

dil ke khvaahish ko naam kya duu pyaar ka use paigaam kya du
is dil me dard nhi yade hai uski 
ab yade hi mujhe dard de to use iljaam kya duu

ab to tnhaai me rahene ka aadi ho chuka hai dil
badal gaye hai vo log jo subah sham haal puchha karte the

suna hai jab vo maasus hote hai to hame bahut yaad karte hai
tu hi bata ye khudaab duaa unki khusi ki karu ya  mayusi ki

hum ne hi thodi si nadani 
phir bhi dil hai hindustani

Popular Posts