एक सुकून सा मिलता है
जब तुम पास होते हो
Isme tera ghata mera kuch nahi jata
zyada pyaar ho jata toh main seh nahi pata
Iss dil ki hai ek condition jismein nhi kisi ko permission
shirf tujhe hai admission wo bhi bina kisi donation
koi ruth jaye ager to use fauran mana lo
zidd ki jang mein aksar rishtey haar jate hai
kabhi nahi toot te wo rishtey jaha do
log partner ke sath sath friends bhi ho
Ishq mein aisa hi hota hai
jo jitna sachha pyar karta hai utna hi rota hai
kabhi mat khona un logon ko matlab ki is duniya
mein bhi apse sachha pyar karte hai
us waqt haar jata hai insaan
jab uske apne hi usse muh mod lete hai
Baatein sirf achhi ya buri lag sakti hai
Lekin khamoshiyan mar deti hai
duniya ko bas sukoon
chahiye aur mujhe bas tu chahiye
meri chahat meri rahat just you
mera dil meri jaan only for you
jaise har ladki paiso par nahi marti
waise hi har ladka jism par nahi marta
wo kareeb to bahot hai magar kuch dooriyo ke
sath hum jee to rahe hai lekin majburiyo ke sath
har kisi ki kismat me kaha likhi hoti hai chahate
kuch log duniya me aate hi sirf tanhaiyo k liye hai
pyaar ka to pata nahi par jo feelings
tere saath aati hai wo aur kisi ke sath nahi aati
meri zindagi ka sab se achha din wo tha
jab mujhe pata chala ke tum bhi mujhse pyaar karti ho
mere pyaar ki hadh na pucho
main duniya chor sakta hu par tera sath nahi
har safar saath chal dungi lekin shrt
ye hai ke mera haath tere haath mein hoga
pyaar me hum chahiye kitna bhi ruth jaye
magar is dil ko hamesha ek dusare ki fikar rahti hai
tumhari duniya mein hum jaise hazaro hoge
magar hamari duniya mein mein tum jaisa koi nhi
tumhare siwa hum kisi aur ke kaise ho sakte hai
tum khud hi soch ke bato tumhare jaisa hai koi
bina mile hi tera yun mohabbat karna mujhse
bas teri yahi chahat to mujhe bahot pasand hai
tum samajh paao shayad is baat ko
par meri zindagi mere jeene ki wajah ho tum
mohabbat ki kasam hum aise nahi hai
hum aapke hai magar kehte nahi hai
kal tak jo mera password hua karti thi
aaj mujhse baat karne ke liye uske pass word nahi hai
tum meri nahi ho fir bhi na jaane kyu
dil karta hai ki un sab ka muh todh du jinse tum baat karti ho