उजाले अपनी यादो के हमारे साथ रहने दो
न जाने किस गली में जिंदगी की शाम हो जाये
जीना तो पड़ेगा दुनिया को दिखाने के लिए
वरना हम ने कब चाही थी जिंदगी उसके बिना
पास रहता है दूर रहता है
कोई दिल में जरूर रहता है
जब से देखा है उनकी आखो को
हल्का हल्का सुरूर रहता है
Pass Rehta Hai Door Rehta Hai
Koi Dil me Zaroor Rehta Hai
Jab Say Dekha Hai Unki aankhon Ko
Halka Halka Suroor Rehta Hai
Meri Adatoumein Shamil hy
Tujhe dekhna to tujhe sochna
Na Kbhi Badle ye lamha na kabhi badle ye khawahish humari
hum donu aise he rahen aik dusare ke
jaise tum chahat or mein zindgi tumhri
Ensan Se bolne ka haq
cheena ja skta hy
lekin khamoshi ka nhi
mile ho tum humko bare naseebo se
churaya hai maine kismat ki lakirou se
Bas Ab e hi dua hai agar mera haat kisi k
haat mai ho wo haat tumhra ho
chalo ek aur duniya mein tumhre sath chalte hai
jahan halat kuch bhi ho magar hum saath rehte ho
job tum pass hote hona
tab dimag nhi shirf dil kaam krta hai
bahot mohabbat thi aapse
thi ka matlab toh samjhtey hona
tumhe chahne mai koi kasar nahi chorenge
mar jayengy lekin muhabbat kisi aur se nahi kareengy