yahi kahte kahte jamana ho gaya
tu meri mai tera diwana ho gaya
jise pyar karo use pa lo to use kismat kehte hai
jo kismat mein na ho aur phir bhi use chaho to
ise sachha pyar kahte hai
hamari life mein ek aisa shaqs zarur hota hai
jise hum bas chah sakte hai
par kabhi paa nahi skte
jitna tujhe bhulati hu tu utna yaad aata hai
tera na hona mujhe bohot tadpata hai
koi rota hai usike liye hai
jisse wo sachha pyaar karta hai
jab koi apki baat ka bharosa na kare
to khamosh rehna hi thek hota hai
tum dur hokar bhi itne achhe lagte ho
na jane paas hote to kitne achhe lagte
mazburiya ka bahana dekar chor jana nahi
balki har haal mein sath nibhana sikho
bohot khubsurat si khwaahish hai meri
ya to tu zindagi bhar saath rahe ya phir ye zindagi hi na rahe
aankhon ke paas nahi to naa sahi
kasam se dil ke bohot pass ho tum
janti hujee nahi paungi uske bina
uska bhi yahi haal hai magar kisi aur ke liye
bandh jaye agar kisi se rooh ka bandhan
to izhar e ishq ko alfazo ki zarurat nahi padti
insaan bas ek wajah se akela pad jata hai
jab uske apne hi use galat samajhne lagte hi
kisi ko force karo ki wo apko time de
kyuki jo sach mein care karega wo time nikal hi lega
aqad to sab me hoti hai
par jhukta wahi hai jise rishton ki fiqar hoti hai
nafrat mat karna humse hume bura lagega
bas pyar se keh dena ab tumhri zarurat nahi
thodi hi sahi magar baatein to kiya karo
chup ehte ho to bhul jane ka ehsaas hota hai
sirf pana hi nahi balki kisi ke khushi ke liye
use chor dena bhi pyar hai
rote rote bhi jise soch kar mere face par
smile aa jaye wo khyal ho tum