नशा होकर भी हलाल होता है
Nasaha ho kar bhi halaal hota hai
chai ka pyala bhi kamaal hota hai
mai gadhi si ruki rahi
tu waqt sa clala gaya
kaise badhe hai hum dono
na hi paas hainaa hi aajad hai
na jane meri kis baat se khafa hai wo
na aajkal kuch kehta hai na meri kuch sunta hai
pata hai mohabbat kya hai
jo kismat me nhi uski khowaish karana
jamaane ki najar me thoda sa akad kr chalna
mom jaisa dil lekar firoge to log jalate hi rahege
log samjhte hai ki mujhe samajh chuke hai wo
or mai khud se anjaan hu yahan
pata hai taqleef kya hai kisi ko chahna
phir use kho dena aur khamosh ho jana
agar ishq karo to aadab ye wafa bhi sikho
ye chand din ki bekarari mohabbat nahi hoti
bhulna sikhiye jannab
ek din duniya bhi wahi karne wali hai
thoda sa aur bikhar jaau maine yahi thani
ye jindagi thoda ruk maine abhi haar nahi maani hai
uthane ko sharab sigrate aur bahut kuch tha tere chod jane ke bad
ugli tujh par na uthe isliye kalam utha li maine