Bichhadh ke tumse ham bevfa kah diye tumko

Kese karu bharosa gauro ke pyar par
Apne hi maja lete h apne har par. 


Jab koi aapke bina khus h unhe bus khush rahane do. 
 Emotional Banda



Dard me jine ki hame kuchh adat esi padhi.
Ab dard hi apna ham dard lagane laga.  



Kese karu bharosa gauro ke pyar par
Apne hi maja lete h apne har par. 


Jab koi aapke bina khus h unhe bus khush rahane do. 


Ek kabra pe likha tha ab kya mai gila karu jindgi se. 
Maut ke bina bhi apne the aur dafnane vale bhi apne the. 



Kasur to bahut kiye the jindagi me maine 
Sja vha mili jaha bekasur the ham.




Matalab ki duniya thi esliye chhodh diya sabse milna.
Varna ye chhoti si umar tanhai ki karan nahi thi.

Gajab ka pyar tha uski udas aankho me
Mahsus tak na hone diya vo chhodhane vale h.


Ensan  jindagi me sab kuchh bhul skta par kisi ka diya huaaa dhokha nahi bhul skta.


Koi fayda nahi h kisi ke pichhe pichhe jane ka.
Hasate hasate khud ki life enjoy karo.
Aur bhul jao use.
Jo tumhe bhul gaye h.

Munhe milna h aasman se uchaiyo se nahi use kaho
Niche aaye.

Ensan tab bura banane ke liye majbur ho jata h.
Jab log uski achhaeyo ka fayda udhane lagate h.

Bichhadh ke tumhe bevfa to kah diya maine



Popular Posts