Tum Mujhe Bhul Gaye

Na Jane aaj bhi mujhe tera intezaar kya hain
tujhse bichade ke baad bhi tujhse pyaar kya hai

ishq jootha nahi hota
joothe to bas kasme aur wade hote hai

bachpan ki sabse badi galatfaemi thi
ki bade hokar zinadgi achhi ho jayegi

tere dil se mere dil ka rishta ajeeb hai
meelon ki hai duriyan phir bhi tu qareeb hai

bepanah pyaar karna bhi
kabhi kabhi saza ban jaata hai

tera chehra itna khila sa lagta hai ki
tere aage chand bhi feeka sa lagta hai

jab dil bhar jaate hai 
tab dur jaane ke bahane apneaap mil jaate hai

badal jaate hai wo log waqt ki tarah
jinhe hadd se zyada waqt diya jaata hai

suno jaana tumhe khush
dekhna hi mera ishq hai

kis qadar teri fikar karta hu yeh to soch warna main to wo
khudgarz hu jise apni zindagi se bhi pyaar nahi

jo dard samajhta tha wahi insaan jab
dard deta hai to bohot dard hota hai 

usne pucha sabse zyada kya pasand hai tumhe mai bohot der dekhta raha use
bas ye soch kar ki khud jawab ho kar bhi usne sawaal kyun kiya

haathon ki lakeeron me tum ho ya na ho
lekin mere dil me humesha rahoge

pyaar ho to bas aisa ho 
ki phir bichade ki baat na ho

hum bhi khud ko itna badal lenge
ki log taras jayenge pahle jesa dekhna ke liya

jo zyada gussa karte hai na
wo pyaar bhi usse kabhi zyada karte hai

tere haath mein mera haath ho
jawani se lakar budhape tak apna sath ho

mujhe bas ishq hai tumse
koi ummeed nahi

jhagda tabhi hota hai jab dard hota hai
aur dard tabhi hota hai jab pyaar hota hai

mera bas chale to mai tum par
bhi only me ki privacy laga du

bhula to du tujhe par sochti hu
ki phir mera mujh mein kya rhega

jaan tujhe chahenge tab tak 
is dil mein dhadkan hai jab tak

apki dil se care bas wahi karta hai
jo apse true love karta hai

tere liye mit jane ka iraada tha
tum khudse mita doge ye socha na tha

baat karne ka maza to un logo ke saath hai
jinse baat karte waqt kuch sochna na pade

Popular Posts