वक़्त बदल जाने से इतनी तकलीफ नहीं होती
जितनी किसी अपने के बदल जाने से होती है
waqt ki baat thi jo tere liye badal gayi
waqt fhir badlega aur mai badal jaugi
suno chup huu to pathar na samjh mujhe
dil pe asar huaa hai kisi apne ki baat ka
dhal jati hai har chiz hamesha waqt pe apne
bas ek mohabbat hai jo kabhi budi nhi hoti
ye jo tum meri shayario ke jawaab nhi dete
ye nafarat ki nishani hai ya pyaar ho jane ka dar
teri muhabbat par mera huck to nhi
par dil chahata hai aakhiri saas tak tera intjaar karu
bichad kar bhi mere dil me rah gaye tum
tumhe to thik se bichadana bhi nahi aata
jab logo ke dil bhar jate hai to dur
jaane ke bahane apne aap mil jate hai
nashe ki aadat teri aakho ne laagai hai warna
kabhi hum bhi hosh me jiya karte the
aaj khud ko itna tnhaa paya
jaise koi dfana ke chood gaya ho
naa jane kya kya kahna hai tumse
magar kuch bhi ab kahana nhi hai
yaado ke aashiyane me jab risgto ki baat hoti hai
kabhi lamhe tnha hote hai kabhi sadiya saath hoti hai
kabhi breakup nahi hota un logo ka
jo relationship ko value dete ego nahi
kismat likhne ka haq mile agar mujhe to mai apne
naam ke saath tera naam likhu har baar
kitna chahte hai tumhe ye kehna nahi aata
bas itna jante hai tumhare bina rehna nhi aata
pyaar ka maza tab tak nahi hai
jab tak pyaar mein pagal pan na ho
jaante ho mohabbat kise kehte hai
kisi aur ki khushi mein khush hona
kabhi kisi ke zazbaton ka mazak na banana
kya pata koi konsa dard le kar jee raha ho
mana ke hazar mushkile hai life mein lekin agar
apne pyaar ka saath mile to sab asan lagta hai
anakhe hasti hai aur dil rota hai maante hai hum
jinhe manzil apni unka humsafar koi aur hota hai
unhe chahna hamari kamzori hai unse keh nahi pana hamari majburi hai
wo kyun nhi samajhte hamari khamoshi ko kya pyaar ka izhaar karna zarruri hai
jis din is dil me dard behisaab hota hai
shayari ke liye vo din laajawab hota hai
aajiab kissaa hai jindagi ka ajnabi haal
puch rahe hai aur apno ko khabar tak nhi