Tere Mere Pyaar Ko Nagar Na Lage

Shikwa karu bhi to kisse kare
Ye dard bhi Mera aur dard dene wala bhi

बिछड़कर रह गए हम दोनों तन्हा 
नसीब में शायद साथ उसका नहीं था 

पहले नहीं पर अब सोचने लगे है हम 
जिंदगी के हर लम्हे में तेरी जरुरत सी क्यों लगती है। 

इश्क़ गर्म चाय की तरह और दिल पारले जी बिस्कुट की 
तरह होता है हद से ज्यादा डूबोगे तो टूट जाओगे

कमाल का जिगर रखते है कुछ लोग
दर्द पढ़ते है आह तक नहीं करते

Mana mai laprawah bohot hu
par teri parwah sachhe dil se karta hu

kabhi kisi ke face ki smile ban kar dekho
khushi nahi sukoon milega

Tujh Mein aur mujh mein bas farq itna sa hai
tera kuch hu mai aur meri sab kuch tum hi ho

Uske peeche rone se kya fayada
Jisne aapki sari khushiyan nhi cheen li ho

Tere baad hum jiske hoge
rishte ka naam majburi hoga

tumne zindagi ka naam to suna hi hoga
humne tumhe pukara hai usi naam se

Pata hai mujhe pyar karna nahi aata
Magar jitna bhi kiya hai bas tumse hi kiya hai

apka apna bas wahi hai jo kisi aur ke liye
apko nazar andaaz na kare

Shayad likha hi nahi tha meri kismat mein tera saath
warna khoya to bohot kuch tha bas ek tumhe paane ke liye

Tera mera rishta bhi kitna ajeeb hai
meelon ki hai duniyan magar phir bhi tu mee qareeb hai

pyaar kabhi kisi ki age hieght ya weight
se nahi balki uske dil se hota hai

partner aisa ho jo dil ki baat aise smjh jaye
jaise doctor ki handwriting chemist smjh leta hai

meri life ka sabse best din hoga wo
jab mera naam tere naam ke saath judega

Andar tak tod dete hai wo aansu
jo raat ke andhere mein chup chup nikalte hai

jo aapko taqleef mein dekh kar roo pade
usse zyada perfect koi nahi ho skta aapke liye

Tum meri wo smile ho jisko dekh kar
mere ghar wale mujhpar shaq karte hai

Aaj bahut roye hum purani tasveer
mein khud ko khush dekhkar

kaash jo dil mein hai
wo kismat mein bhi hota

choti si list hai meri khwahishon ki
Pehli bhi tum ho aur akhiri bhi tum ho

kisi ne pucha humesha online rehte ho kabhi sote ho ya nahi
to mene kaha jiske sapne adhure reh jate hai unhe need nahi aati

agar naraaz ho khafa ho to shikayat karo humse
khamosh rehne se dilo ki duriya mita nahi karti

Popular Posts