उसका अक्स दिल में इस कदर बसा है
बरसो आँसू बहे मगर तस्वीर ना धुली
सब्र का धुट दुसरो को पिलाना कितना आसान लगता है
खुद पीओ तो कतरा कतरा जहर लगता है
Hindi Shayari हिंदी शायरी
you will love to read heart touching hindi shayari here we have posted all shero shayari in hindi and english script both specially for shayari lover you can set these hindi shayaries as whatsapp status or share on facebook google plus and instragram.
Hindi shayari Phoolo Ki Hifazat
Jo teer bhi aata woh khaali nahi jata hai
mayoos mere dil se sawali nahi jata
kaante hi kiya karte hain phoolo ki hifazat
phoolo ko bachane koi maali nhi jata
waqt kahta hai ki phir nhi aauga
teri aakho ko ab n rulaugaa
jeena hai to is pal ko ji le
shayad mai kal tak na ruk paaugaa
na jane kitni ankahi baate
kitni hasrate sath le jayege
log juth kahte hai ki
khali haath aaye the aur khali hath jayege
Rahat Indori Shayari collection
ab na mai huu baki hai jamane mere
phir bhi mashhur hai shahro me fasane mere
jindgi hai to naye jakhm bhi lag jayege
ab bhi baki hai kai dost purane mere
luu bhi chalti thi to baade shaba kahte the
paav failaye adhero ko diya kahte the
unka anjam tujhe yaad nhi hai shayad
aur bhi log the jo khud ko khuda kahte the
haath khali hai tere shahar se aate jate
jaan hoti to meri jaan lutaate jate
ab to har hath ka patathar hae pahchanta hai
umr gujari hai tere shahar me aate aate
cheharo ke liye aaina kurbaan kiye hai
is shauk me apne bade nukshan kiye hai
mahfil me mujhe gaaliya dekar bahut khush hai
jis shakhs par maine bade yahsan kiye hai